🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*


*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*




*👉 post 140 🅱* 




*📝SAWAL-:*
*📇 Jo Apne Ilm Par Groor Ghamand Karta Ho Uspar Kya Huqm Hoga*




*✍JAWAB-;*
 *📇 Hazrate Abu Hurairah (Radi’Allahu Anhu) Se Marwi Hai Ki, Rasool’Allah ﷺ Ne Farmaya Jis Ne Ilm Haasil Kiya Jis Se ALLAH Ki Razamandi Haasil Ki Jaati Hai Lekin Agar Woh Ye Ilm Hasooli Duniya(Duniya Ko Nicha Dikhane) Ke Liye Seekhta Hai Tou Qayamat Ke Rouz Woh Jannat Ki Khushbu Bhi Nahin Payega*

*📚– Sunan Abhu Dawud / Kitabul Ilm*

*👉 Ghuroormand Ilm Wala Qayamat Me Jannat Ki Khushbu Se Bhi Door/Bekhabar Hoga Yaani Jannat Se Mehroom Hoga Isi Liye Hamare Buzurg Farmate Hai Kisi Ka Ilm Dekh Kar Faisla Mat Karna Jab Tak Uske Andar Amal Na Dekh Lena Warna Gumra Ho Jaaoge Jaise Tahirul Padri Hua Hai*





*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*




*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*



*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*




*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*




*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*




🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁Faqeer Gulaam Mohammad imran raza Qadri Hanfi Barelvi 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट