🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*


*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*




*👉 post 123 🅱* 




*📝SAWAL-:*
*📇 KYA MUSALMAN KABHI SHIRK KAREGA* 





*✍JAWAB-;*
*📇 Uqba bin aamir رضي الله عنه se riwayat hai ki HUZOOR NABI E KARIM صلى الله تعالى عليه واله وسلم uhad par (dobara) aath 8 saal baad is tarah namaz parhai goya zinde murdo ko alwida keh rahe ho phir AAP mimbar par jalwa afroz huwe aur farmaya main tumhare upar gawah hu hamari mulaqat ki jagah hauze kausar hai aur me is jagah se hauze kausar ko dekh raha hu Aur mujhe tumhare muta’allik is baat ka darr nahi ki mere baad tum shirk me mubtela ho jaoge, balke tumhare muta’allik mujhe duniyadari ki muhabbat me mubtela ho jane ka andesh hai Hazrate uqba farmate hai ki ye mera AAP se akhiri didar ka mauka tha*

*📚 Sahih Bukhari Sharif: Kitab ul Magazi, Baab Gazwat ul Uhad 1486/4, Hadith No. 3816*

*👉 Musalmano Par Shirk K fatwe lagane Walo deobandi wahabiyo tauba karo*





*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*




*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*



*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*




*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*




*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*




🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁Faqeer Gulaam Mohammad imran raza Qadri Hanfi Barelvi 🔴* *جزاک اللہ خیر*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट